Hame teen baatein sada dhayan rakhana chahiye ,annanyata matlab dusre mein man ka lagaav na ho ek isht ho ,ek Guru ho ,ek marg ho ,apne isht ke prati annanyata, apne guru ke prati annanyata ,apne marg ke prati annanyata . hame dusre guru ki baatein tak nahi sunna chahiye kyo ki koi guru koi baat, koi guru koi baat bolta hai vo galat nahi hai,aap brahmit ho sakte hai,sab apne apne adhikaar se bol rahe hai hame jaha lagta hai ki yaha per kaam ban jayega usi guru ke pallu ko pakad lena chahiye or sab bhul jana chahiye !!!!!!!!!!!!!!!!!
No comments:
Post a Comment