Wednesday, August 24, 2011

Chahe Guru ka Dhyan karo , chahe Bhagwan ka, dono ka phal ek hi hai. Yah nahi ki Guru ka dhyan Karne se Guru adhik Shakti de aur Bhagwan ka Dhyan karne se kam de. Parantu Guru ke Dhyan me ek asani yah hai ki uski baate pratyaksh hoti hai jabki Bhagwan ki Leelao, Kriyao ka Dhyan kalpana se banana padta hai. Guru ne keh diya – TU MERA HAI, athwa usne koi vastu di to uska pratyaksha Dhyan rahega. Uske Dhyan me Sadhak Vibhor ho sakta hai.
- JAGADGURU SHREE KRIPALUJI MAHARAJ

No comments:

Post a Comment